Tuesday, December 22, 2009

DURIYAAN

ek talash h unki,unko paane ki.
par kya kare ye duria h zamane ki.
chaha to bahut h unko,magar kya kare
ye duriya h zo zamane ki.
dur h par ahsaas hota h ki karib h vo
main nahi zanta kyu lagta h ye duriya h zamane ki.
ek khvashis h dil se,batayenge hum unhe ki
kitna karte h pyaar unse,lekin kaise kahe unse.kyuki
duriyaan h zamane ki.

No comments:

Post a Comment